SHAWORDS

masjid mein us ne ham ko aankhein dikhaa ke maaraa — Shaikh Ibrahim Zauq

masjid mein us ne ham ko aankhein dikhaa ke maaraa
kaafir ki shokhi dekho ghar mein khudaa ke maaraa
Urdu

مسجد میں اس نے ہم کو آنکھیں دکھا کے مارا
کافر کی شوخی دیکھو گھر میں خدا کے مارا

Hindi

मस्जिद में उस ने हम को आँखें दिखा के मारा
काफ़िर की शोख़ी देखो घर में ख़ुदा के मारा

Shaikh Ibrahim Zauq
Shaikh Ibrahim Zauq
Shaikh Ibrahim Zauq
poet96 quotes