SHAWORDS

kis se kahun main haal-e-dil apnaa ki taa sune — Shaikh Zahuruddin Hatim

kis se kahun main haal-e-dil apnaa ki taa sune
is shahr mein rahaa bhi koi dard-mand hai
Urdu

کس سے کہوں میں حال دل اپنا کہ تا سنے
اس شہر میں رہا بھی کوئی درد مند ہے

Hindi

किस से कहूँ मैं हाल-ए-दिल अपना कि ता सुने
इस शहर में रहा भी कोई दर्द-मंद है

Shaikh Zahuruddin Hatim
Shaikh Zahuruddin Hatim
Shaikh Zahuruddin Hatim
poet302 quotes