kitni dil-kash hain tiri tasvir ki raanaaiyaan — Shakeel Badayuni
kitni dil-kash hain tiri tasvir ki raanaaiyaan
lekin ai parda-nashin tasvir phir tasvir hai
Urdu
کتنی دلکش ہیں تری تصویر کی رعنائیاں
لیکن اے پردہ نشیں تصویر پھر تصویر ہے
Hindi
कितनी दिल-कश हैं तिरी तस्वीर की रानाइयाँ
लेकिन ऐ पर्दा-नशीं तस्वीर फिर तस्वीर है

Shakeel Badayuni
Shakeel Badayuni
poet195 quotes