aur agar ho na sake kuchh bhi ujaalon ki sabil — Shayar Jamali
aur agar ho na sake kuchh bhi ujaalon ki sabil
ik charaagh apne lahu se hi jalaa dein ham log
Urdu
اور اگر ہو نہ سکے کچھ بھی اجالوں کی سبیل
اک چراغ اپنے لہو سے ہی جلا دیں ہم لوگ
Hindi
और अगर हो न सके कुछ भी उजालों की सबील
इक चराग़ अपने लहू से ही जला दें हम लोग

Shayar Jamali
Shayar Jamali
poet5 quotes