dil ke taalib nazar aate hain hasin har jaanib — Tilok Chand Mahroom
dil ke taalib nazar aate hain hasin har jaanib
us ke laakhon hain kharidaar ki maal achchhaa hai
Urdu
دل کے طالب نظر آتے ہیں حسیں ہر جانب
اس کے لاکھوں ہیں خریدار کہ مال اچھا ہے
Hindi
दिल के तालिब नज़र आते हैं हसीं हर जानिब
उस के लाखों हैं ख़रीदार कि माल अच्छा है

Tilok Chand Mahroom
Tilok Chand Mahroom
poet37 quotes