tum ne pahlu mein mire baiTh ke aafat Dhaai — Zaheer Dehlvi
tum ne pahlu mein mire baiTh ke aafat Dhaai
aur uThe bhi to ik hashr uThaa kar uTThe
Urdu
تم نے پہلو میں مرے بیٹھ کے آفت ڈھائی
اور اٹھے بھی تو اک حشر اٹھا کر اٹھے
Hindi
तुम ने पहलू में मिरे बैठ के आफ़त ढाई
और उठे भी तो इक हश्र उठा कर उट्ठे

Zaheer Dehlvi
Zaheer Dehlvi
poet68 quotes