ek muddat main khamoshi se rahaa mahv-e-kalaam — Zakariya Shaz
ek muddat main khamoshi se rahaa mahv-e-kalaam
tab kahin jaa ke ye lafzon mein maaani aae
Urdu
ایک مدت میں خموشی سے رہا محو کلام
تب کہیں جا کے یہ لفظوں میں معانی آئے
Hindi
एक मुद्दत मैं ख़मोशी से रहा महव-ए-कलाम
तब कहीं जा के ये लफ़्ज़ों में मआनी आए
Z
Zakariya Shaz
Zakariya Shaz
poet32 quotes