Quote
"jis tarah ham ne raten kaaTi hain us tarah ham ne din guzare hain"
"davar-e-hashr mira nama-e-a.amal na dekh is men kuchh parda-nashinon ke bhi naam aate hain"
داور حشر مرا نامۂ اعمال نہ دیکھ اس میں کچھ پردہ نشینوں کے بھی نام آتے ہیں
दावर-ए-हश्र मिरा नामा-ए-आमाल न देख इस में कुछ पर्दा-नशीनों के भी नाम आते हैं

"jis tarah ham ne raten kaaTi hain us tarah ham ne din guzare hain"
"meri vafa.en yaad karoge ro.o.ge fariyad karoge"
"hamen bhi dekh ki ham aarzu ke sahra men khile hue hain kisi zakhm-e-arzu ki tarah"
"ye Dar hai qafile vaalo kahin na gum kar de mira hi apna uThaya hua ghubar mujhe"
"rabt hai husn o ishq men baham ek dariya ke do kinare hain"
"huzur-e-yar bhi aansu nikal hi aate hain kuchh ikhtilaf ke pahlu nikal hi aate hain"