Shayari
nasr abbaa nazm amaan donon ko inkaar hai
ye jo nasri nazm hai ye kis ki paidaa-vaar hai
daad sirf apno ko dete hain giroh-andar-giroh
un ke Tole se jo baahar ho gayaa murdaar hai
داد صرف اپنوں کو دیتے ہیں گروہ اندر گروہ
ان کے ٹولے سے جو باہر ہو گیا مردار ہے
दाद सिर्फ़ अपनों को देते हैं गिरोह-अंदर-गिरोह
उन के टोले से जो बाहर हो गया मुरदार है
