daastaan-e-husn jab phaili to laa-mahdud thi — Ali Ahmad Rifat
daastaan-e-husn jab phaili to laa-mahdud thi
aur jab simTi to teraa naam ho kar rah gai
Urdu
داستان حسن جب پھیلی تو لا محدود تھی
اور جب سمٹی تو تیرا نام ہو کر رہ گئی
Hindi
दास्तान-ए-हुस्न जब फैली तो ला-महदूद थी
और जब सिमटी तो तेरा नाम हो कर रह गई

Ali Ahmad Rifat
Ali Ahmad Rifat
poet1 quotes