ye jitne masale hain mashghale hain sab faraaghat ke — Anjum Rumani
ye jitne masale hain mashghale hain sab faraaghat ke
na tum be-kaar baiThe ho na ham be-kaar baiThe hain
Urdu
یہ جتنے مسئلے ہیں مشغلے ہیں سب فراغت کے
نہ تم بیکار بیٹھے ہو نہ ہم بیکار بیٹھے ہیں
Hindi
ये जितने मसअले हैं मश्ग़ले हैं सब फ़राग़त के
न तुम बे-कार बैठे हो न हम बे-कार बैठे हैं

Anjum Rumani
Anjum Rumani
poet34 quotes