Shayari
ik din vo mil gae the sar-e-rahguzar kahin
phir dil ne baiThne na diyaa umr bhar kahin
A
Ashk Rampuribaat mein baat usi ki hai suno tum jis ki
yuun to kahne ko sabhi munh mein zabaan rakhte hain
بات میں بات اسی کی ہے سنو تم جس کی
یوں تو کہنے کو سبھی منہ میں زباں رکھتے ہیں
बात में बात उसी की है सुनो तुम जिस की
यूँ तो कहने को सभी मुँह में ज़बाँ रखते हैं