ham mataa-e-dil-o-jaan le ke bhalaa kyaa jaaein — Aziz Bano Darab Wafa
ham mataa-e-dil-o-jaan le ke bhalaa kyaa jaaein
aisi basti mein jahaan koi luTeraa bhi nahin
Urdu
ہم متاع دل و جاں لے کے بھلا کیا جائیں
ایسی بستی میں جہاں کوئی لٹیرا بھی نہیں
Hindi
हम मता-ए-दिल-ओ-जाँ ले के भला क्या जाएँ
ऐसी बस्ती में जहाँ कोई लुटेरा भी नहीं

Aziz Bano Darab Wafa
Aziz Bano Darab Wafa
poet107 quotes