mar ke khud mein dafn ho jaaungi main bhi ek din — Aziz Bano Darab Wafa
mar ke khud mein dafn ho jaaungi main bhi ek din
sab mujhe DhunDeinge jab main raasta ho jaaungi
Urdu
مر کے خود میں دفن ہو جاؤں گی میں بھی ایک دن
سب مجھے ڈھونڈیں گے جب میں راستہ ہو جاؤں گی
Hindi
मर के ख़ुद में दफ़्न हो जाऊँगी मैं भी एक दिन
सब मुझे ढूँडेंगे जब मैं रास्ता हो जाऊँगी

Aziz Bano Darab Wafa
Aziz Bano Darab Wafa
poet107 quotes