aap pachhtaaein nahin jaur se tauba na karein — Dagh Dehlvi
aap pachhtaaein nahin jaur se tauba na karein
aap ke sar ki qasam 'daagh' kaa haal achchhaa hai
Urdu
آپ پچھتائیں نہیں جور سے توبہ نہ کریں
آپ کے سر کی قسم داغؔ کا حال اچھا ہے
Hindi
आप पछताएँ नहीं जौर से तौबा न करें
आप के सर की क़सम 'दाग़' का हाल अच्छा है

Dagh Dehlvi
Dagh Dehlvi
poet372 quotes