aabaadi bhi dekhi hai viraane bhi dekhe hain — Fani Badayuni
aabaadi bhi dekhi hai viraane bhi dekhe hain
jo ujDe aur phir na base dil vo niraali basti hai
Urdu
آبادی بھی دیکھی ہے ویرانے بھی دیکھے ہیں
جو اجڑے اور پھر نہ بسے دل وہ نرالی بستی ہے
Hindi
आबादी भी देखी है वीराने भी देखे हैं
जो उजड़े और फिर न बसे दिल वो निराली बस्ती है

Fani Badayuni
Fani Badayuni
poet181 quotes