ye roTiyaan hain ye sikke hain aur daaere hain — Gulzar
ye roTiyaan hain ye sikke hain aur daaere hain
ye ek duuje ko din bhar pakaDte rahte hain
Urdu
یہ روٹیاں ہیں یہ سکے ہیں اور دائرے ہیں
یہ ایک دوجے کو دن بھر پکڑتے رہتے ہیں
Hindi
ये रोटियाँ हैं ये सिक्के हैं और दाएरे हैं
ये एक दूजे को दिन भर पकड़ते रहते हैं

Gulzar
Gulzar
poet96 quotes