Shayari
misl-e-aaina hai us rashk-e-qamar kaa pahlu
saaf idhar se nazar aataa hai udhar kaa pahlu
nazaa mein gar miri baalin pe tu aayaa hotaa
is tarah ashk main aankhon mein na laayaa hotaa
نزع میں گر مری بالیں پہ تو آیا ہوتا
اس طرح اشک میں آنکھوں میں نہ لایا ہوتا
नज़्अ' में गर मिरी बालीं पे तू आया होता
इस तरह अश्क मैं आँखों में न लाया होता

misl-e-aaina hai us rashk-e-qamar kaa pahlu
saaf idhar se nazar aataa hai udhar kaa pahlu
sar jhukaa letaa hai laala sharm se
jab jigar ke daagh dikhlaate hain ham
ghaflat mein farq apni tujh bin kabhu na aayaa
ham aap ke na aae jab tak ki tu na aayaa