koi zaari suni nahin jaati koi jurm muaaf nahin hotaa — Mohammad Izhar Ul Haq
koi zaari suni nahin jaati koi jurm muaaf nahin hotaa
is dharti par is chhat ke tale koi tere khilaaf nahin hotaa
Urdu
کوئی زاری سنی نہیں جاتی کوئی جرم معاف نہیں ہوتا
اس دھرتی پر اس چھت کے تلے کوئی تیرے خلاف نہیں ہوتا
Hindi
कोई ज़ारी सुनी नहीं जाती कोई जुर्म मुआफ़ नहीं होता
इस धरती पर इस छत के तले कोई तेरे ख़िलाफ़ नहीं होता

Mohammad Izhar Ul Haq
Mohammad Izhar ul Haq
poet26 quotes