SHAWORDS

har aan aa mujhi ko sataate ho naaseho — Mohammad Rafi Sauda

har aan aa mujhi ko sataate ho naaseho
samjhaa ke tum use bhi to yak-baar kuchh kaho
Urdu

ہر آن آ مجھی کو ستاتے ہو ناصحو
سمجھا کے تم اسے بھی تو یک بار کچھ کہو

Hindi

हर आन आ मुझी को सताते हो नासेहो
समझा के तुम उसे भी तो यक-बार कुछ कहो

Mohammad Rafi Sauda
Mohammad Rafi Sauda
Mohammad Rafi Sauda
poet117 quotes