ajiib hote hain aadaab-e-rukhsat-e-mahfil — Sahar Ansari
ajiib hote hain aadaab-e-rukhsat-e-mahfil
ki vo bhi uTh ke gayaa jis kaa ghar na thaa koi
Urdu
عجیب ہوتے ہیں آداب رخصت محفل
کہ وہ بھی اٹھ کے گیا جس کا گھر نہ تھا کوئی
Hindi
अजीब होते हैं आदाब-ए-रुख़स्त-ए-महफ़िल
कि वो भी उठ के गया जिस का घर न था कोई

Sahar Ansari
Sahar Ansari
poet26 quotes