kal jahaan se ki uThaa laae the ahbaab mujhe — Shaikh Ibrahim Zauq
kal jahaan se ki uThaa laae the ahbaab mujhe
le chalaa aaj vahin phir dil-e-be-taab mujhe
Urdu
کل جہاں سے کہ اٹھا لائے تھے احباب مجھے
لے چلا آج وہیں پھر دل بے تاب مجھے
Hindi
कल जहाँ से कि उठा लाए थे अहबाब मुझे
ले चला आज वहीं फिर दिल-ए-बे-ताब मुझे

Shaikh Ibrahim Zauq
Shaikh Ibrahim Zauq
poet96 quotes