ek muddat se ye manzar nahin badlaa 'taariq' — Tariq Qamar
ek muddat se ye manzar nahin badlaa 'taariq'
vaqt us paar hai Thahraa huaa is paar hain ham
Urdu
ایک مدت سے یہ منظر نہیں بدلا طارقؔ
وقت اس پار ہے ٹھہرا ہوا اس پار ہیں ہم
Hindi
एक मुद्दत से ये मंज़र नहीं बदला 'तारिक़'
वक़्त उस पार है ठहरा हुआ इस पार हैं हम

Tariq Qamar
Tariq Qamar
poet22 quotes