bu-e-iqraar bhi aati ho jo inkaar ke saath — Unknown
bu-e-iqraar bhi aati ho jo inkaar ke saath
aise inkaar pasandida hain iqraar ke saath
Urdu
بوئے اقرار بھی آتی ہو جو انکار کے ساتھ
ایسے انکار پسندیدہ ہیں اقرار کے ساتھ
Hindi
बू-ए-इक़रार भी आती हो जो इंकार के साथ
ऐसे इंकार पसंदीदा हैं इक़रार के साथ

Unknown
Unknown
poet558 quotes