Sher
"kitna mushkil hai khud-bakhud rona be-khudi se riha kare koi"
"ham hue dasht-e-navard phir bhi na dekha tujh ko zindagi itna bata de tu kahan hoti hai"
ہم ہوئے دشت نورد پھر بھی نہ دیکھا تجھ کو زندگی اتنا بتا دے تو کہاں ہوتی ہے
हम हुए दश्त-ए-नवर्द फिर भी न देखा तुझ को ज़िंदगी इतना बता दे तू कहाँ होती है

"kitna mushkil hai khud-bakhud rona be-khudi se riha kare koi"
"ulfat ke badle un se mila dard-e-la-ilaj itna baDhe hai dard main jitni dava karun"
"rasta rok liya mera kisi bachche ne is men koi to 'asar' meri bhala.i hogi"
"junun ki khair ho tujh ko 'asar' mila sab kuchh ye kaifiyat bhi zaruri thi agahi ke liye"
"zindagi tujh se ye gila hai mujhe koi apna nahin mila hai mujhe"
"udaas ho na tu ai dil kisi ke rone se khushi ke saath ghamon ko bikharte dekha hai"