Sher
"naav na Duubi dariya men naav men dariya Duub gaya"
"qadam qadam koi saaya sa muttasil to rahe sarab ka ye sar-e-silsila daraz to ho"
قدم قدم کوئی سایہ سا متصل تو رہے سراب کا یہ سر سلسلہ دراز تو ہو
क़दम क़दम कोई साया सा मुत्तसिल तो रहे सराब का ये सर-ए-सिलसिला दराज़ तो हो

"naav na Duubi dariya men naav men dariya Duub gaya"
"phulon men vahi to phuul Thahra jo tere salam ko khila ho"
"lahja to badal chubhti hui baat se pahle tiir aisa to kuchh ho jise nakhchir bhi chahe"
"kahan vo zabt ke da.ave kahan ye ham 'gauhar' ki TuTte the na phir TuuT kar bikharte the"
"ujle maile pesh hue jaise ham the pesh hue"
"log kinare aan lage aur kinara Duub gaya"