Sher
"vo jaga kar ham ko sab khush-manzari le ja.ega khvab kya hai khvab ki tabir bhi le ja.ega"
M
Mahfuzur Rahman Adil"hava ke rahm-o-karam par huun be-Thikana huun shajar se TuuTa hua ek zard patta huun"
ہوا کے رحم و کرم پر ہوں بے ٹھکانہ ہوں شجر سے ٹوٹا ہوا ایک زرد پتا ہوں
हवा के रहम-ओ-करम पर हूँ बे-ठिकाना हूँ शजर से टूटा हुआ एक ज़र्द पत्ता हूँ
"vo jaga kar ham ko sab khush-manzari le ja.ega khvab kya hai khvab ki tabir bhi le ja.ega"
"vaqt ki gardishon ka gham na karo hausle mushkilon men palte hain"
"samne maan ke jo hota huun to allah allah mujh ko mahsus ye hota hai ki bachcha huun abhi"
"mat baiTh ashiyan men paron ko sameT kar kar hausla kushada faza men uDaan ka"
"mera zahir dekhne vaale mira batin bhi dekh ghar ke bahar hai ujala ghar ke andar kuchh nahin"
"ek din vo zarron ko aftab kar lenge dhuup ke jo khvahan hain raat ke andhere men"