Sher
"hayat-e-khizr de yarab mire tahammul ko shab-e-firaq agar mukhtasar nahin na sahi"
M
Mahram Lakhnavi"shayad isi ka naam jumud-e-hayat hai ahl-e-hunar ko fursat-e-kasb-e-hunar nahin"
شاید اسی کا نام جمود حیات ہے اہل ہنر کو فرصت کسب ہنر نہیں
शायद इसी का नाम जुमूद-ए-हयात है अहल-ए-हुनर को फ़ुर्सत-ए-कस्ब-ए-हुनर नहीं
"hayat-e-khizr de yarab mire tahammul ko shab-e-firaq agar mukhtasar nahin na sahi"
"na sirf dair-o-haram balki chaDh ke daar pe bhi tire pukarne vaale tujhe pukar ga.e"
"jahan pahunch ke tumhen bhulna munasib tha rah-e-hayat men aise bhi kuchh maqam aa.e"