Sher
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
M
Masroor Jalandhari"hamari ankhon men be-vaj.h aa ga.e aansu yaqin kiije kisi baat par nahin aa.e"
ہماری آنکھوں میں بے وجہ آ گئے آنسو یقین کیجے کسی بات پر نہیں آئے
हमारी आँखों में बे-वज्ह आ गए आँसू यक़ीन कीजे किसी बात पर नहीं आए
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
"ik umr ki mehnat ka ye phal pa.enge ham log miTTi ki rida oDh ke so ja.enge ham log"
"jo bhi chaho nikal lo matlab khamushi guftugu pe bhari hai"
"shayad aa jaa.e kisi vaqt lab-e-bam vo chand shaam se subah talak band daricha na kiya"