Sher
"khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag zindagi tere nazar aane lage hal kitne"
"sab se baDa ye jurm tha mera isi liye badnam hui saari duniya jahan giri thi usi moD par sanbhli main"
سب سے بڑا یہ جرم تھا میرا اسی لئے بدنام ہوئی ساری دنیا جہاں گری تھی اسی موڑ پر سنبھلی میں
सब से बड़ा ये जुर्म था मेरा इसी लिए बदनाम हुई सारी दुनिया जहाँ गिरी थी उसी मोड़ पर संभली मैं

"khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag zindagi tere nazar aane lage hal kitne"
"kis saliqe se khayalon ko zaban de de kar mujh ko us shakhs ne baton men laga.e rakha"
"mujhe to yaad hai ab tak vo kya zamana tha tire javab ka mausam mire saval ke din"
"miri baten hamesha hi tumhen yunhi si lagti hain to mat sunna magar kuchh ho hi jaa.e to na pachhtao na ghabrao kaha tha na"
"koi shahna.i se kah do zara khamosh rahe shor achchha nahin lagta mujhe baraton ka"