Sher
"ab zaban tak aa ga.iin hai talkhiyan ab hamen fauran nikalna chahiye"
"kisi bhi hashr se mahrum hi raha vo bhi miri tarah ka jo kirdar tha kahani men"
کسی بھی حشر سے محروم ہی رہا وہ بھی مری طرح کا جو کردار تھا کہانی میں
किसी भी हश्र से महरूम ही रहा वो भी मिरी तरह का जो किरदार था कहानी में

"ab zaban tak aa ga.iin hai talkhiyan ab hamen fauran nikalna chahiye"
"abhi manzar badalte hi badal ja.enge sab chehre bichhaDte vaqt ka gham hai abhi tu nam na kar ankhen"
"dil ki baazi aisi baazi hai jis men ham haren bhi to jiit mana.i ja sakti hai"
"khuda se use maang kar dekhte hain phir apni dua ka asar dekhte hain"
"tiri nazron se guzri rahguzar bhi hazaron manzilon ka rasta hai"
"chiTiyan chalne lagi hain piiTh men ab tumhara tiir chalna chahiye"