Sher
"guzarne ko to guzre ja rahe hain rah-e-hasti se magar hai karvan apna na mir-e-karvan apna"
"vo dard hai ki dard sarapa bana diya main vo mariz huun jise iisa bhi chhoD de"
وہ درد ہے کہ درد سراپا بنا دیا میں وہ مریض ہوں جسے عیسیٰ بھی چھوڑ دے
वो दर्द है कि दर्द सरापा बना दिया मैं वो मरीज़ हूँ जिसे ईसा भी छोड़ दे

"guzarne ko to guzre ja rahe hain rah-e-hasti se magar hai karvan apna na mir-e-karvan apna"
"pahli si lazzaten nahin ab dard-e-ishq men kyuun dil ko main ne zulm ka khugar bana diya"
"aah karta huun to aati hai palaT kar ye sada ashiqon ke vaste bab-e-asar khulta nahin"
"ek ham hain raat bhar karvaT badalte hi kaTi ek vo hain din chaDhe tak jin ka dar khulta nahin"
"husn ka har khayal raushan hai ishq ka mudda.a kise malum"
"teri jafa vafa sahi meri vafa jafa sahi khuun kisi ka bhi nahin to ye bata hai kya shafaq"