Sher
"bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main biivi huun aap ki koi shauhar nahin huun main"
"facebok hi aj-kal chaupal hai chauk par milte kahan hain chaar dost"
فیس بک ہی آج کل چوپال ہے چوک پر ملتے کہاں ہیں چار دوست
फेसबुक ही आज-कल चौपाल है चौक पर मिलते कहाँ हैं चार दोस्त

"bolin ki kaam karne ki khugar nahin huun main biivi huun aap ki koi shauhar nahin huun main"
"pi ga.i thi ghol kar 'azad' ki ab-e-hayat tab kahin ghar men mire tujh sa pisar paida hua"
"saaqi ka aur sharab ka ho zikr baar baar zahid ko bhuul kar na kabhi parsa likhen"
"chahte to the mire aghyar tu paida na ho phir bhi ye himmat hai teri tu agar paida hua"
"khana khulne ka hi elaan agar farma den ham ye samjhenge ki taqrir-e-sadarat bakhshi"
"mumkin nahin ghazab se bachen ham janab ke balishtiyon ko bhi na agar sarv sa likhen"