Sher
"barbad gulistan karne ko bas ek hi ullu kaafi tha har shakh pe ullu baiTha hai anjam-e-gulistan kya hoga"
"har mulk is ke aage jhukta hai ehtiraman har mulk ka hai father hindostan hamara"
ہر ملک اس کے آگے جھکتا ہے احتراماً ہر ملک کا ہے فادر ہندوستاں ہمارا
हर मुल्क इस के आगे झुकता है एहतिरामन हर मुल्क का है फ़ादर हिन्दोस्ताँ हमारा

"barbad gulistan karne ko bas ek hi ullu kaafi tha har shakh pe ullu baiTha hai anjam-e-gulistan kya hoga"
"abhi to hazrat-e-va.iz mazammat mai ki karte hain agar mai-khane men un ka guzar hoga to kya hoga"
"baDe hausle the pahle baDe valvale the pahle jo amal ka vaqt aaya hue aap nau-do-gyara"
"bhala 'shauq' dekhun kyunkar rukh-e-pur-shikan ka manzar mire daant hi kahan hain jo main kha sakun chhuara"
"hamare rahbaran-e-qaum-o-millat 'shauq' kya kam hain vatan men gar na koi barber hoga to kya hoga"