Sher
"bichha ke bistar-e-dil par hasad ke kanTe 'vaqi' sukun-e-qalb ke hone ki aarzu kaisi"
"kapDe phaT kar khasta the kambal tha ghar men oDh liya log samajh baiThe mujh ko garmi men sardi lagti hai"
کپڑے پھٹ کر خستہ تھے کمبل تھا گھر میں اوڑھ لیا لوگ سمجھ بیٹھے مجھ کو گرمی میں سردی لگتی ہے
कपड़े फट कर ख़स्ता थे कम्बल था घर में ओढ़ लिया लोग समझ बैठे मुझ को गर्मी में सर्दी लगती है

"bichha ke bistar-e-dil par hasad ke kanTe 'vaqi' sukun-e-qalb ke hone ki aarzu kaisi"
"badalna paDta hai khud ko bhi saath saath 'vaqi' ghaDi pahan ke badalta hai bas ghaDi ka samay"
"itna bhi mat khulo ke tumhen log paDh saken itna bhi mat chhupo ki tumhen DhunDna paDe"