Sher
"mire baghat se maali hai gha.eb sabhi ilzam aata hai khizan par"
"main ne ye soch ki nimTa liye apne jhagDe aur uljhenge agar aa ga.e suljhane log"
میں نے یہ سوچ کہ نمٹا لیے اپنے جھگڑے اور الجھیں گے اگر آ گئے سلجھانے لوگ
मैं ने ये सोच कि निमटा लिए अपने झगड़े और उलझेंगे अगर आ गए सुलझाने लोग

"mire baghat se maali hai gha.eb sabhi ilzam aata hai khizan par"
"jis ki auqat dekhni ho mujhe us ko thoDa sa bhaao deti huun"
"jab jahan chahoge fursat se milenge tum ko log nayab nahin hote hain Thukra.e hue"
"vo kabhi dhoka nahin kha.ega bevafa banda-shanas aaj bhi hai"
"lab hain ehsas-e-kamtari ka shikar us ko darkar hain miri ankhen"
"kis tarah ghair se main der ka shikva karti meri mahfil men mire log nahin aa.e hue"