Sher
"ik bahana hai tujhe yaad kiye jaane ka kab saliqa hai mujhe varna ghazal gaane ka"
T
Tufail Bismil"vaqt ke maqtal men ham hain dosto vaqt ik din ham ko bhi kha ja.ega"
وقت کے مقتل میں ہم ہیں دوستو وقت اک دن ہم کو بھی کھا جائے گا
वक़्त के मक़्तल में हम हैं दोस्तो वक़्त इक दिन हम को भी खा जाएगा
"ik bahana hai tujhe yaad kiye jaane ka kab saliqa hai mujhe varna ghazal gaane ka"
"phir se bikhri hai tiri zulf mire shanon par vaqt aaya hai ga.e vaqt ko lauTane ka"
"avaz huun ubhar ke jo sahra men kho ga.i ya zindagi ke bahr men mauj-e-khayal huun"