Sher
"dekhiye ab na yaad aa.iye aap aaj kal aap se khafa huun main"
U
Ummaturrauf Nasreen"kya tumhen ahd-e-mohabbat ke vo lamhe yaad hain jab nigahen bolti thiin aur ham khamosh the"
کیا تمہیں عہد محبت کے وہ لمحے یاد ہیں جب نگاہیں بولتی تھیں اور ہم خاموش تھے
क्या तुम्हें अहद-ए-मोहब्बत के वो लम्हे याद हैं जब निगाहें बोलती थीं और हम ख़ामोश थे
"dekhiye ab na yaad aa.iye aap aaj kal aap se khafa huun main"
"main ne betab ho ke haath baDha.e us ne betab ho ke chuum liye"
"muravvat men hone laga hai izafa mohabbat men aane lagi hai kami"
"vo multafit the ham hi bayan kar sake na haal manzil ke paas aa ke qadam Dagmaga ga.e"
"tumhari yaad baDi khush-gavar thi lekin dil-e-hazin ke liye talkhiyan baDha bhi ga.i"