Sher
"mere dukh ki dava bhi rakhta hai khud ko mujh se juda bhi rakhta hai"
"vo jism ruuh khala asman hai kya hai ki rang koi ho us se juda nahin milta"
وہ جسم روح خلا آسمان ہے کیا ہے کہ رنگ کوئی ہو اس سے جدا نہیں ملتا
वो जिस्म रूह ख़ला आसमान है क्या है कि रंग कोई हो उस से जुदा नहीं मिलता

"mere dukh ki dava bhi rakhta hai khud ko mujh se juda bhi rakhta hai"
"granth ik prem ka paDha mujh ko aur kitabon ka gyaan rahne de"
"aag dariya ko isharon se lagane vaala ab ke ruTha hai bahut mujh ko manane vaala"
"use tum chand se tashbih dena ki us ke haath men khanjar khula tha"
"dil jo ab shor karta rahta hai kis qadar be-zaban tha pahle"
"main insan tha khuda hone se pahle anal-haq ki ana hone se pahle"