baiThe rahne se to lau dete nahin ye jism o jaan — Abbas Tabish
baiThe rahne se to lau dete nahin ye jism o jaan
jugnuon ki chaal chaliye raushni ban jaaiye
Urdu
بیٹھے رہنے سے تو لو دیتے نہیں یہ جسم و جاں
جگنوؤں کی چال چلیے روشنی بن جائیے
Hindi
बैठे रहने से तो लौ देते नहीं ये जिस्म ओ जाँ
जुगनुओं की चाल चलिए रौशनी बन जाइए

Abbas Tabish
Abbas Tabish
poet195 quotes