agar yunhi mujhe rakkha gaya akele men
baramad aur koi is makan se hoga

Abbas Tabish
Abbas Tabish
Sherशेर
See all 64 →agar yunhi mujhe rakkha gaya akele men
अगर यूँही मुझे रक्खा गया अकेले में
ik mohabbat hi pe mauquf nahin hai 'tabish'
इक मोहब्बत ही पे मौक़ूफ़ नहीं है 'ताबिश'
tiri mohabbat men gumrahi ka ajab nasha tha
तिरी मोहब्बत में गुमरही का अजब नशा था
kyuun na ai shakhs tujhe haath laga kar dekhun
क्यूँ न ऐ शख़्स तुझे हाथ लगा कर देखूँ
pas-e-ghubar bhi uDta ghubar apna tha
पस-ए-ग़ुबार भी उड़ता ग़ुबार अपना था
ek mohabbat aur vo bhi nakam mohabbat
एक मोहब्बत और वो भी नाकाम मोहब्बत
Popular Sher & Shayari
128 totalik mohabbat hi pe mauquf nahin hai 'tabish'
kuchh baDe faisle ho jaate hain nadani men
tiri mohabbat men gumrahi ka ajab nasha tha
ki tujh tak aate hue khuda tak pahunch ga.e hain
kyuun na ai shakhs tujhe haath laga kar dekhun
tu mire vahm se baDh kar bhi to ho sakta hai
pas-e-ghubar bhi uDta ghubar apna tha
tire bahane hamen intizar apna tha
ek mohabbat aur vo bhi nakam mohabbat
lekin is se kaam chalaya ja sakta hai
jhonke ke saath chhat gai dastak ke saath dar gayaa
taaza havaa ke shauq mein meraa to saaraa ghar gayaa
mohabbat ek dam dukh kaa mudaavaa kar nahin deti
ye titli baiThti hai zakhm par aahista aahista
'taabish' jo guzarti hi nahin shaam ki had se
sochein to vahin raat sahar-khez bahut hai
ek muddat se miri maan nahin soi 'taabish'
main ne ik baar kahaa thaa mujhe Dar lagtaa hai
main jis sukun se baiThaa huun is kinaare par
sukun se lagtaa hai meraa qayaam aakhiri hai
muddat ke baad khvaab mein aayaa thaa meraa baap
aur us ne mujh se itnaa kahaa khush rahaa karo
Ghazalग़ज़ल
dukhon kaa dasht aankhon kaa samundar chhoD aayaa huun
दुखों का दश्त आँखों का समुंदर छोड़ आया हूँ
khud ko be-shak mire aa'saab pe taari na samajh
ख़ुद को बे-शक मिरे आ'साब पे तारी न समझ
koi Takraa ke subuk-sar bhi to ho saktaa hai
कोई टकरा के सुबुक-सर भी तो हो सकता है
chamkegaa shajar par na mire ghar mein rahegaa
चमकेगा शजर पर न मिरे घर में रहेगा
isi liye to ye shaamein ujaDne lagti hain
इसी लिए तो ये शामें उजड़ने लगती हैं
yuun to shiraaza-e-jaan kar ke baham uThte hain
यूँ तो शीराज़ा-ए-जाँ कर के बहम उठते हैं





