sunaa hai ab bhi mire haath ki lakiron mein — Ameer Qazalbash
sunaa hai ab bhi mire haath ki lakiron mein
najumiyon ko muqaddar dikhaai detaa hai
Urdu
سنا ہے اب بھی مرے ہاتھ کی لکیروں میں
نجومیوں کو مقدر دکھائی دیتا ہے
Hindi
सुना है अब भी मिरे हाथ की लकीरों में
नजूमियों को मुक़द्दर दिखाई देता है

Ameer Qazalbash
Ameer Qazalbash
poet83 quotes