cable pe ek shef se jaldi mein siikh kar — Aziz Faisal
cable pe ek shef se jaldi mein siikh kar
laai vo shimla-mirch kaa halva mire liye
Urdu
کیبل پہ ایک شیف سے جلدی میں سیکھ کر
لائی وہ شملہ مرچ کا حلوہ مرے لیے
Hindi
केबल पे एक शेफ़ से जल्दी में सीख कर
लाई वो शिमला-मिर्च का हलवा मिरे लिए

Aziz Faisal
Aziz Faisal
poet22 quotes