parinde jhiil par ik rabt-e-ruhaani mein aae hain — Aziz Nabeel
parinde jhiil par ik rabt-e-ruhaani mein aae hain
kisi bichhDe hue mausam ki hairaani mein aae hain
Urdu
پرندے جھیل پر اک ربط روحانی میں آئے ہیں
کسی بچھڑے ہوئے موسم کی حیرانی میں آئے ہیں
Hindi
परिंदे झील पर इक रब्त-ए-रूहानी में आए हैं
किसी बिछड़े हुए मौसम की हैरानी में आए हैं

Aziz Nabeel
Aziz Nabeel
poet126 quotes