phir na.e saal ki sarhad pe khaDe hain ham log
raakh ho ja.ega ye saal bhi hairat kaisi

Aziz Nabeel
Aziz Nabeel
Sherशेर
See all 92 →phir na.e saal ki sarhad pe khaDe hain ham log
फिर नए साल की सरहद पे खड़े हैं हम लोग
1 views
chupke chupke vo paDh raha hai mujhe
चुपके चुपके वो पढ़ रहा है मुझे
saare sapne bandh rakhe hain gaThri men
सारे सपने बाँध रखे हैं गठरी में
vo ek raaz! jo muddat se raaz tha hi nahin
वो एक राज़! जो मुद्दत से राज़ था ही नहीं
main kisi aankh se chhalka hua aansu huun 'nabil'
मैं किसी आँख से छलका हुआ आँसू हूँ 'नबील'
ek takhti amn ke paigham ki
एक तख़्ती अम्न के पैग़ाम की
Popular Sher & Shayari
184 totalchupke chupke vo paDh raha hai mujhe
dhire dhire badal raha huun main
saare sapne bandh rakhe hain gaThri men
ye gaThri bhi auron men baT ja.egi
vo ek raaz! jo muddat se raaz tha hi nahin
us ek raaz se parda uTha diya gaya hai
main kisi aankh se chhalka hua aansu huun 'nabil'
meri ta.id hi kya meri baghavat kaisi
ek takhti amn ke paigham ki
Taang diije unche minaron ke beach
charaagh ki thartharaati lau mein har os qatre mein har kiran mein
tumhaari aankhein kahaan nahin thiin tumhaaraa chehra kahaan nahin thaa
roz dastak si koi detaa hai siine mein 'nabil'
roz mujh mein kisi aavaaz ke par khulte hain
khaamushi TuTegi aavaaz kaa patthar bhi to ho
jis qadar shor hai andar kabhi baahar bhi to ho
ek takhti amn ke paighaam ki
Taang diije unche minaaron ke beach
phir nae saal ki sarhad pe khaDe hain ham log
raakh ho jaaegaa ye saal bhi hairat kaisi
tumhaaraa saath agar ho to joD saktaa huun
vo silsila jo sar-e-daastaan TuuT gayaa
Ghazalग़ज़ल
shaam ki raakh badan par mal kar qashqa khinch sitaaron se
शाम की राख बदन पर मल कर क़श्क़ा खींच सितारों से
na ruuh se dhuaan uThaa na aankh hi lahu hui
न रूह से धुआँ उठा न आँख ही लहू हुई
ruuh ke malbe se lipTe nam kaa andaaza na kar
रूह के मलबे से लिपटे नम का अंदाज़ा न कर
subh jab raat ke zindaan se baahar aai
सुब्ह जब रात के ज़िंदान से बाहर आई
ik raat hai ab tak aankhon mein miri niind kaa gham karne ke liye
इक रात है अब तक आँखों में मिरी नींद का ग़म करने के लिए
silsile nuur ke main khaak-nashin jaantaa huun
सिलसिले नूर के मैं ख़ाक-नशीं जानता हूँ





