ye gustaakhi ye chheD achchhi nahin hai ai dil-e-naadaan — Dagh Dehlvi
ye gustaakhi ye chheD achchhi nahin hai ai dil-e-naadaan
abhi phir ruuTh jaaeinge abhi to man ke baiThe hain
Urdu
یہ گستاخی یہ چھیڑ اچھی نہیں ہے اے دل ناداں
ابھی پھر روٹھ جائیں گے ابھی تو من کے بیٹھے ہیں
Hindi
ये गुस्ताख़ी ये छेड़ अच्छी नहीं है ऐ दिल-ए-नादाँ
अभी फिर रूठ जाएँगे अभी तो मन के बैठे हैं

Dagh Dehlvi
Dagh Dehlvi
poet372 quotes