yahi jamhuriyat kaa naqs hai jo takht-e-shaahi par — Dr. Azam
yahi jamhuriyat kaa naqs hai jo takht-e-shaahi par
kabhi makkaar baiThe hain kabhi ghaddaar baiThe hain
Urdu
یہی جمہوریت کا نقص ہے جو تخت شاہی پر
کبھی مکار بیٹھے ہیں کبھی غدار بیٹھے ہیں
Hindi
यही जम्हूरियत का नक़्स है जो तख्त-ए-शाही पर
कभी मक्कार बैठे हैं कभी ग़द्दार बैठे हैं

Dr. Azam
Dr. Azam
poet19 quotes