SHAWORDS

bijli tire jalvon ki gir jaae kabhi mujh par — Fana Bulandshahri

bijli tire jalvon ki gir jaae kabhi mujh par
ai jaan miri hasti is aag mein jal jaae
Urdu

بجلی ترے جلووں کی گر جائے کبھی مجھ پر
اے جان مری ہستی اس آگ میں جل جائے

Hindi

बिजली तिरे जल्वों की गिर जाए कभी मुझ पर
ऐ जान मिरी हस्ती इस आग में जल जाए

Fana Bulandshahri
Fana Bulandshahri
Fana bulandshahri
poet54 quotes