us balaa-e-jaan se 'aatish' dekhiye kyunkar bane — Haidar Ali Aatish
us balaa-e-jaan se 'aatish' dekhiye kyunkar bane
dil sivaa shishe se naazuk dil se naazuk khu-e-dost
Urdu
اس بلائے جاں سے آتشؔ دیکھیے کیوں کر بنے
دل سوا شیشے سے نازک دل سے نازک خوئے دوست
Hindi
उस बला-ए-जाँ से 'आतिश' देखिए क्यूँकर बने
दिल सिवा शीशे से नाज़ुक दिल से नाज़ुक ख़ू-ए-दोस्त

Haidar Ali Aatish
Haidar Ali Aatish
poet192 quotes