Shayari
badle hue se lagte hain ab mausamon ke rang
paDtaa hai aasmaan kaa saayaa zamin par
kahin pe naqs mile aur koi baat bane
vo DhunDte hain mire suud mein ziyaan saa kuchh
کہیں پہ نقص ملے اور کوئی بات بنے
وہ ڈھونڈتے ہیں مرے سود میں زیاں سا کچھ
कहीं पे नक़्स मिले और कोई बात बने
वो ढूँडते हैं मिरे सूद में ज़ियाँ सा कुछ
